this one wonderful song from the movie *Pukar* so thought of sharing it with you people on here BY EDITING IT AND USING THE ACTUAL SCENES WHICH I THINK ARE SUITABLE FOR THIS SONG This song has BEAUTIFUL lyrics and it reminds me of the war-torn countries with dead torn-apart bodies lying around...:( I don't know I believe its a depressing song with inspirational moral behind it, the music tends to calm down one's soul and bring the theme of unity and peace into one's mind.. Ek Tu Hi Bharosa song lyrics --------------------------------------------- Aa jao ke sab milke rab se dua maangein.. Jeevan mein sukoon chahein.. Chaahat mein ye wafa maangein.. Haalat badal ne mein ab der na ho maalik.. Jo dekh chuke fir ye andher na ho maalik Ek tu hi bharosa.. Ek tu hi sahara.. Is tere jahaan mein nahin koi humara.. Ishwar, ya Allah yeh pukar sunlay Ishwar, ya Allah hai Daata Ishwar, ya Allah yeh pukar sunlay Ishwar, ya Allah hai Daata Humse na dekha jaayein barbaadiyo ka samaa.. Ujri hui basti mein ye tadap rahe insaan.. Nanhein jismo ke tukrein liye khadi hai ek Maa.. Barood ke dhuwein mein tu hi bol jaayein kahan Naadan hai hum toh maalik kyu di humein yeh sazaa.. Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zahar bharaa... Inhein fir se yaad dilaade sabak wohi pyaar ka.. Ban jaayein gulshan firse kaaton bhari duniya Ishwar, ya Allah yeh pukar sunlay Ishwar, ya Allah hai Daata Ishwar, ya Allah yeh pukar sunlay Ishwar, ya Allah hai Daata
↧