mehndi se likh gouri haath pe mere tu mere balmaa ka naam dekhun main jis mein unnka hi chehra din dopahar subaho shaam rishta yeh sindoor ka na tuute mere saajna o mere saajna daaman teri preet ka na chhute mere saajna o mere saajna aankhon se duur hoke ek pal bhi main jii na sakungi sajan tere bin meri toh saari khushi balam tere vaaste mujhko mili zindgi balam tere vaaste tere vaaste lag jaaye tujhko meri bhi umar maangu duaan main yahi raat din mehandi se likh gori haath pe mere tu mere balmaa ka naam dekhun main jis mein unnka hi chehra din dopahar subaho shaam mehandi se likh gouri haath pe mere tu mere balmaa ka naam
↧